Tuesday, April 12, 2011

KRISHNA

Tum sagar me behati nadi
Ek na ek din tughme mil jana ha
Tughme aur mughme doori ha utni jitna dharti se us ambar tak jana ha
Jab milna hi ha do kinaro ko ,to kaisa yeh zindagi ka fasana ha,
Aur kaheka yeh ana jana ha

2 comments: